Posts

Wah Kya Martaba Ae Ghous Hai Bala Tera

Wasl Duwam Dar Manqabat Aaftaye Akram Huzur Gaus e Aazam radi Allahu Anha Wah Kya Martaba Ae Ghous Hai Bala Tera Waah Kya Martaba Aye Gaus Hai Baala Tera Unche Uncho Ke Saro Se Kadam Aala Tera Sar Bhala Kya Koi Jane Ke Hain Kaisa Tera Auliya Malte Hain Aankhain Wo Hain Talwa Tera Kiya Dabe Jis Pe Himayat Ka Ho Panja Tera Sher Ko Khatre Mein Lata Nahi Kutta Tera Tu Husaini Hasani Kyu Na Muhiyuddin Ho Ae Khizar Majmaaye Bahrain Hain Chashma Tera Kasame De De Ke Khilata Hain Pilata Hain Tujhe Piyara Allaha Tera Chahane Wala¬¬ Tara Mustafa Ke Tane Be Saye Ka Saya Dekha Jis Ne Dekha Meri Jaan Jalwae Zaiba Tera Ibne Zehra Ko Mubarak Ho Aruse Kudrat Qadri Paaye Tasadduk Mere Dulha Tera Kiyun Na Kasim Ho Ke Tu Ibne Abil Kasim Hain Kiyon Na Qadir Ho Ke Mukhtar Hain Baba Tera Nabwi Menh, Alvi  Fasl, Batuli Gulshan Hasani Phool!  Husaini Hain Mahkana Hain Tera Nabawi zill, Alwi Burj, Batuli Manzil Hasani Chand! Husaini Hain Ujala Tera Nabawi Khur, Alwi Koh, Batuli Ma-adin Hasani La-al! H...

Waah Kya Judo Karam Hai Shahe Batha Tera

Hadaik e Bakhshish - 1325 hijri Hissa Awwal Hassanul Hind Sayyedna Aala Hazrat Imam Ahmed Raza  Qadri Bariellavi Radi Allahu taala anha Zariyaye Qadriya 1305 hijri Alhamdu Lillahe Rabbil aalameen wassalto wassalamu ala sayyedil aalimeen wa aalehi wabnihi wa hizbihi ajmayeen Wasl Awwal dar Naat-e-Akram Huzur Sayyedna Aalam ﷺ Bismillahir rahman nir raheem Wah Kya Judo Karam Hain Shahe Bat-Ha Tera Wah Kya Judo Karam Hain Shahe Bat-Ha Tera Nahi Sunta Hi Nahi Maangne Waala Tera Dhaare Chalte Hain Ataa Ke Wo Hain Qatra Tera Tare Khilte Hain Sakhaa Ke Wo Hain Zar-ra Tera Faiz Hain Ya Shahe Tasneem Nirala Tera Aap Pyaso Ke Tajas-sus Me Hain Dariya Tera   Agniya Palte Hain Dar Se Wo Hain Baada Tera Asfiya Chalte Hain Sar Se Wo Hain Rasta Tera Farsh Waale Teri Shaukat Ka Uloo Kya Jaane Khusrava Arsh Pe Udta Hain Pharera Tera Aasmaan Khwan, Zameen Khwan Zamana Mehmaan Sahibe Khana Laqab Kis ka Hain Tera Tera Main To Maalik Hi Kahunga Ke Ho Maalik ke Habeeb Ya’ani Mehboobo Muhib Me Nahi M...